Sunday 10 March, 2013

Na Jeene Ka Dhang Aaya Na Saleeka Marne Ka

Na jeene ka dhang aaya na saleeka marne ka,
humse na seekha gaya hunar chup rehne ka.
Kar di sabhi se zahir majburiyan humne,
hume na mila thikana sab raz chhupane ka.
Thak kar nahi kisi aur wajah se baitha hu beech raah me,
Hume na mila koi raasta chalte rehne ka. .

No comments:

Post a Comment